|
|
| :: Bollywood Site |
Khoobsurat Aankhon Vaali Khoobsurat Pyaar Kar
Pyaar Hai Har Ek Jawan Dil Ki Zaroorat
Pyaar Kar Pyaar Kar Pyaar Kar Pyaar Kar Pyaar Kar
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Ankhiyaan Teri Ankhiyaan Baatein Karti Hain
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Ankhiyaan Teri Ankhiyaan Baatein Karti Hain
Kabhi Uth Jaati Hain Kabhi Jhuk Jaati Hain
Kabhi Uth Jaati Kabhi Jhuk Jaati Na Jaane Kya Kya Karti Hain
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Koi Bala Bhi Ye Koi Kahar Bhi Yeh
Yeh Ankhiyaan Teri Qayamat Hai
Koi Bala Bhi Ye Koi Kahar Bhi Yeh
Yeh Ankhiyaan Teri Qayamat Hai
Ek Pal Mein Kar De Hosh Yeh Gum Yeh Ankhiyaan Teri Aafat Hain
Ho Kabhi Itraaye Kabhi Sharmaaye
Kabhi Itraaye Kabhi Sharmaaye Na Jaane Kya Kya Karti Hain
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Haay Khoobsurat Ankhiyaan
Bin Lafzon Ke Sab Kuch Bole Kehne Ki Baat Ko Samjha De
Bin Lafzon Ke Sab Kuch Bole Kehne Ki Baat Ko Samjha De
Ek Aisa Jaadoo Hain In Mein Jo Bhi Chaahein Woh Karva De
Haan Main Kyaa Samjhoon Main Kyaa Jaanoon
Main Kyaa Samjhoon Main Kyaa Jaanoon Na Jaane Kya Kya Karti Hain
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
Ankhiyaan Ankhiyaan Khoobsurat Ankhiyaan
|
|
|